छाप तिलक सब छीनी रे मोसे नैनाँ मिलाय के लिरिक्स Chhaap Tilak Sab Chheeni Re Mose Nainaan Milaay Ke – Chaap Tilak Lyrics in Hindi

Chaap Tilak Lyrics in Hindi

Poet : Ameer Khusro 

 

Chhap Tilak Sab Chhini Re Mose Naina Milayike Bhajan lyrics in Hindi

छाप तिलक सब छिनी रे मोसे नैना मिलायी के

नैना मिलायी के नैना मिलायी के

 

बल बल जाऊ मै तोरे रंग रजवा

अपने ही रंग रंग लीनी रे मोसे नैना मिलायीके

छाप तिलक सब छिनी रे मोसे नैना मिलायीके

 

प्रेम भक्ति का मधुआ पिलाई के

मतवारी कर दीनी रे मोसे नैना मिलायीके

छाप तिलक सब छिनी रे मोसे नैना मिलायीके

 

हरी हरी चुडिया गोरी गोरी बैया

कलैइया पकड़ धर लीनी रे मोसे नैना मिलायीके

छाप तिलक सब छिनी रे मोसे नैना मिलायीके

 

श्याम नाम की मेहंदी रचयिके

मोहे सुहागन किनी रे मोसे नैना मिलायीके

छाप तिलक सब छिनी रे मोसे नैना मिलायीके

 

छाप तिलक सब छीनी रे मोसे नैनाँ मिलाय के  Chhaap Tilak Sab Chheeni Re Mose Nainaan Milaay Ke Song Lyrics in Hindi:

Khusrau rain suhaag ki, jo main jaagi pi ke sang,

Tan mora man piya ka, jo dono ek hi rang.

Khusrau dariya prem ka, jo ulti waah ki dhaar,

Jo ubhra, so doob gaya, jo dooba so paar.

Apni chab banaai ke, jo main pi ke paas gayi,

Chab dekhi jab piya ki, mohey apni bhool gayi.

Chaap Tilak sab cheeni re, moh se naina milayke.

Chaap Tilak sab cheeni re, moh se naina milayke.

Chaap Tilak sab cheeni re, moh se naina milayke.

Moh se naina milayee ke…

Chaap Tilak sab cheeni re, moh se naina milayke.

Chaap Tilak sab cheeni re, moh se naina milayke.

Baat agham keh deeni re moh se naina milayke.

Bal bal jaaun main, tore rang rejava,

Bal bal jaaun main

Bal bal jaaun main

Aisi rang do ke rang naahin chhutey, Dhobiya dhoye chaahe saari umariya

Bal bal jaaun main

Bal bal jaaun main

Bal bal jaaun main, tore rang rejava,

Apni si rang deeni re, moh se naina milayke.

Prem bhati ka madhva pilayke

Pa ni sag a ma ga sa

Prem bhati ka madhva pilayke

Matwari kar deeni re, moh se naina milayke.

Gori gori gori baiyaan, hari hari chudiyaan,

Bahiyaan pakad har leeni re, moh se naina milayke.

Khusrau Nizaam ke bal bal jaiyaaan

Khusrau Nizaam ke bal bal jaiyaaan

Har qaum raast raahay, deen-e wa qibla gaahay,

Mun qibla raast kardam, bar samt kajkulaahay.

Khusrau Nizaam ke bal bal jaiyaaan

Khusrau Nizaam ke bal bal jaiyaaan

Khusrau Nizaam ke bal bal jaiyaaan

Mohe suhagan keeni re, moh se naina milayke

Bahut Kathin hai dagar panghat ki,

Kaisay main bhar laaun madhva say matki

Khwaja Nijaamoddin, Khwaja Nijaamoddin,

Laaj rakho moray ghoonghat pat ki.

Khusrau Nizaam ke bal bal jaiyaaan

Mohe suhagan keeni re, moh se naina milayke

Leave a Comment